Dil mein dard hai aur
अपने दर्द को अंदर मत रखो,हम सुनेंगे — बिना judge किये, पूरे दिल से
Hum problem solve nahi karte
Hum sirf sunte hain
Koi judgment nahi
Poore Mumbai se
Hum problem solve nahi karte
Hum sirf sunte hain
Koi judgment nahi
Poore Mumbai se
Dukh chhota ho ya bada —
ek plan hai aapke liye.
Ek session · Ek insaan · Pure dhyan se
Mamuli Dukh
मामूली दुख
Chhoti si takleef, andar se badi hoti hai. Hum sunenge.
Bada Dukh
बड़ा दुख
Jab dard thoda zyada ho aur dil ko chain na mile.
Sath Mein Rona
साथ में रोना
Jab aansu rokna mushkil ho. Hum saath baithenge.
koi toh hai
jo sunega.
bhaag-daud mein akela feel karna koi nai baat nahi. Yahan sab ko jaldi hai — koi sunne wala nahi milta.
Hum therapist nahi hain. Hum sirf ek insaan hain jo aapki baat dhyan se sunenge — bina advice diye, bina judge kiye.
"Sirf ek kaam — sunna."
Sirf Sunna
Koi advice nahi, sirf dhyan se sunna
100% Private
Aapki baatein sirf humhare beech
No Judgment
Jo bhi ho, hum judge nahi karte
Mumbai Based
Apne sheher ka apna insaan
Hajaaro log apna dard halka kar chuke hain.
Important Notice
Sunlo koi medical ya mental health service nahi hai. Hum kisi bhi bimari ka ilaaj ya diagnosis nahi karte. Crisis mein ho toh iCare helpline se zaroor contact karein.
Baat karte hain
location
India
No Wait. No Queue.
Seedha request bhejo
Phone number do — hum aapko call karenge.